
Subah shaam khyl rehnda e tera..!!
Rabb hi rakha es masum jaan da
Pta nhi mohibbat ch ki banna e mera..!!

Khubsurati Baya Karne Ka Koi Lafj To Ho,
Tujhse Mulakat Karne Ka Koi Jariya To Ho,
Samne Ho Tum Mere Par, Anjaan Ho,
Tujhse Pahechan Karne Ka Koi Raasta To Ho,
Bayaa Lafjo Me Ho Nahi Sakta Ki,
Kitni Chahat Ho Gayi Hai, Ek Tere Didar Se,
Anjaan Ho Par Lajwab Ho,
Khuda Ka Bheja Koi Vardan Ho,
Mere Liye Aaj Ka Uphaar Ho Tum,
Nahi Janta, Na Jaan Paunga Shayad Par,
Kaynaat Se Bhi Jyada Khubsurat Ho Tum,
Didar Kar Raha Hu,Khuda se Numaish Kar Raha Hu,
Chahat Mile To Tum Jaisi Mile,
Phir Chahe Tere Intejaar Me Pura Jivan Ho.
For Anjaani💕
Upar jiska ant na ho use aasmaa kehte hai
aur dharti par jiska ant na ho use maa kehte hai
उपर जिसका अंत ना हो उसे आसमां कहते हैं,
और धरती पर जिसका अंत नहीं उसे माँ कहते हैं।
-विक्रम