Skip to content

Rabb vi na maaf kare || true line Punjabi status || Punjabi shayari

Rula kise nu umran handawi na..!!
Dhuron todan da paap tu kamawi na..!!
Rabb vi maaf na karega ese kamma nu tere
Dil kise da tu paagla dukhawi nu..!!

ਰੁਲਾ ਕਿਸੇ ਨੂੰ ਉਮਰਾਂ ਹੰਢਾਵੀਂ ਨਾ..!!
ਧੁਰੋਂ ਤੋੜਨ ਦਾ ਪਾਪ ਤੂੰ ਕਮਾਵੀਂ ਨਾ..!!
ਰੱਬ ਵੀ ਮਾਫ਼ ਨਾ ਕਰੇਗਾ ਐਸੇ ਕੰਮਾਂ ਨੂੰ ਤੇਰੇ
ਦਿਲ ਕਿਸੇ ਦਾ ਤੂੰ ਪਾਗਲਾ ਦੁਖਾਵੀਂ ਨਾ..!!

Title: Rabb vi na maaf kare || true line Punjabi status || Punjabi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ki likha hai kuch ek tarfa pe

Ke ek khwaab sa tha ushe
paane ka, aur ek darr bhi tha
usse dur jaane ka..

Ushe khabar tak nahi thi ke
mujhe ishq hai usse, aur mujhe darr tha ke kahin kho na du main ushe..

Vo kehti rhi apni kahani ki ushe
Ishq hai kisi aur se, aur hum
sunte rhe usko gaur se..
Vo sunati rhi hum sunte rahe
kuch kehna aasan na tha dil pe chhot jo lagi thi…

Phir jaane diya humne bhi ushe aur roka nahi usne bhi
hume khwahish to thi ki padh le wo aankhein meri pr Sukoon bhi tha ke wo khush hai kahin..

Title: Ki likha hai kuch ek tarfa pe


Muje murda samjh kar ro le || sad hindi shayari || best hindi shayari

Mujhe murda samjh kar ro le,
Ab agr mein zinda hoon,
To tere liye nhi hoon..

मुझे मुर्दा समझकर रो ले,
अब अगर मै ज़िंदा हूँ,
तो तेरे लिए नहीं हूँ।

Title: Muje murda samjh kar ro le || sad hindi shayari || best hindi shayari