Skip to content

Rabba ab to reham kar de || hindi shayari

Duaon se ho, darkhwast nhi ho,
Sath to ho mere par, aas paas nhi ho,
Aabad ho ye zameen fir se,esa koi karm kar de,
Ya rabba jhuk gya sir mera bhi, ab tk reham kar de…🙌🙏

दुआओं से हो, दरख़्वास्त नहीं हो,
साथ तो हो मेरे पर, आस पास नहीं हो…
आबाद हो ये ज़मीं फिर से, ऐसा कोई करम कर दे,
या रब्बा झुक गया सिर मेरा भी, अब तो रहम कर दे…🙌🙏

Title: Rabba ab to reham kar de || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Girls remember everything || ENglish quote 2 lines

Be careful what you say to a Girl.
Girls remember everything…

Title: Girls remember everything || ENglish quote 2 lines


Khud ke liye jeena || TruE life hindi shayari

KHUD KE LIYE JEENA || TRUE LIFE HINDI SHAYARI
Khud ke liye jeena chahte ho
aur hamesha diisron ki talaash karte ho
apne aap ko khushi deni ki sochte ho
phir bhi doosron ke liye aakhein bharte ho