Skip to content

roe to bahut || Very sad cry Hindi shayari

vo roe to bahut,
par mujhase mooh mod kar roe,
koee majabooree hogee to dil tod kar roe,
mere saamane kar die mere tasveer ke tukade,
pata chala mere peechhe vo unhe jod kar roe..

वो रोए तो बहुत, पर मुझसे मूह मोड़ कर रोए,
कोई मजबूरी होगी तो दिल तोड़ कर रोए,
मेरे सामने कर दिए मेरे तस्वीर के टुकड़े,
पता चला मेरे पीछे वो उन्हे जोड़ कर रोए..

Title: roe to bahut || Very sad cry Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ishq ki galiya

Ishq ki galiyo se thokare kha kar Girte,padte huye ladkhada kar chalna sikhe he, fir se ishara kar hume apni hi nazaro me gira na dena, Ye umra daraz ho chuka he aashiq is raah ka, gir to jaayega kya aap gire huye ko uthane ka hunar rakhte ho?

Title: Ishq ki galiya


Pyar ke kaabil na the || hindi shayari

प्यार के काबिल न थे
फिर भी दीवाना बना दिया❤
जिसे बेइंतेहा चाहा उसने
दुश्मन ज़माना बना दिया🙌

Pyar ke kaabil na the, 
Phir bhi deewana bana diya, ❤️
Jise beintehan chaha usne, 
Dushman zamaana bana diya.🙌

Title: Pyar ke kaabil na the || hindi shayari