Skip to content

Rounga nahi || two line hindi shayari || best shayari

Sabr ke sahil se ho gya hai mera rabta
Ab dekh lena tum mai rounga nahi…🙌

सब्र के साहिल से हो गया है मेरा राब्ता
अब देख लेना तुम मैं रोऊंगा नहीं…🙌

Title: Rounga nahi || two line hindi shayari || best shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mera dil taan tuttna c || sad Punjabi shayari || broken quotes

Mera dil taan tuttna hi c💔
Aakhir mein vi taan kaiyan da dil todeya e..!!

ਮੇਰਾ ਦਿਲ ਤਾਂ ਟੁੱਟਣਾ ਹੀ ਸੀ💔
ਆਖ਼ਿਰ ਮੈਂ ਵੀ ਤਾਂ ਕਈਆਂ ਦਾ ਦਿਲ ਤੋੜਿਆ ਏ..!!

Title: Mera dil taan tuttna c || sad Punjabi shayari || broken quotes


Aankhen || ehsaas bhare words

Maine usko dekha toh kuch aur dekha hi nahi,in ankhon se tera chehra utara hi nahi,khuda bhi kya Kamal karta hai dil kamzoor de kar ushi par war karta hai.

Tera chehra dekha toh phir kuch aankhon ko dekha nahi ,Kaash kuch toh lafaza hote,jinme ye likh pati ki kya Kamal tu lagata,tujhe din mein ek baar dekhlu toh din bakamal lagta hai,teri ankhon mein dekha toh samjhdar ki gheari mujhe kaam lagi, Teri hans mein mujhe apni Dil ki dhadkan dekhi Kaash tujhe mein bata pata ki kitna mujhse tu Kamal lgta hai, tujhe dekh lu toh bakamal lagta hai..!!

Title: Aankhen || ehsaas bhare words