Skip to content

Sab sahi hai fir bhi sahi nahi || hindi shayari

Kyu sab sahi hai fir bhi sahi nahi ..
raat bhi h sath bhi h phir bhi vo baat nhi …
Kami bhi hai par kami kuch bhi nahi😶

क्यों सभ सही है फिर भी सही नहीं
रात भी है साथ भी है फिर भी वो बात नहीं
कमी भी है पर कमी कुछ भी नहीं😶

Title: Sab sahi hai fir bhi sahi nahi || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Manzil shayari || Kuch Rasta Likh Dega..

Kuch Rasta Likh Dega..

Kuch Main Likh Dunga…

Tum Likhte Jao Mushkil..

Main Manzil Likh Dunga….

Title: Manzil shayari || Kuch Rasta Likh Dega..


Ehsaas hamesha rahega || ehsaas shayari

Jab bhi ehsaas ho ke duriya zaruri hai
tho phir dil ko sambhal lo
ke dilo ka dur hona bhi  zaruri hai
warna hum tho dur  jayenge par
shayad ehsaas hamesha rahjayenge…..💚

Title: Ehsaas hamesha rahega || ehsaas shayari