Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jo ishq karta hai | true lines || hindi shayari
Mila hai husn to is husn ki hifazat kar
Sambhal kr chal tujhe sara jahaan dekhta hai
Kaneez ho koi ya koi shahzadi ho
Jo ishq krta hai kab khandaan dekhta hai🙌
मिला है हुस्न तो इस हुस्न की हिफाज़त कर
संभल कर चल तुझे सारा ज़हान देखता है
कनीज़ हो कोई या कोई शहज़ादी हो
जो इश्क़ करता है कब खानदान देखता है🙌
Title: Jo ishq karta hai | true lines || hindi shayari
Jisko jitni jaroorat thi || 2 lines sad shayari
Achhee ne achaa aur buree ne bura kaha mujhe
bas jisko jitni zarurat thi utna hi jaana mujhe



