
zindagi ho
To aajh kyu in aankho ko de gai itna
paani
Enjoy Every Movement of life!

Sunna hai to khamoshi suno
Lafjo ke matalab hjaar hain🤫
सुनना है तो खामोशी सुनो……
लफ्जों के मतलब हजार हैं🤫
Dil to yu hi badnaam hai janaab
Mohabbat to in aankho ki naadani hai.
Ye to nazre milane se nazre churaane tak ka safar hai
Do chahne walo ki ye adhoori kahani hai… 🥀
दिल तो यूँ ही बदनाम हैं जनाब
मोहब्बत तो इन आँखों की नादानी हैं
ये तो नज़रें मिलाने से नज़रें चुराने तक का सफ़र हैं
दो चाहने वालों की ये अधूरी कहानी हैं!! 🥀