Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mar hi na jaye hum || hindi shayari || love shayari
Garmi ka mausam…
Aur tera kehar uspar…
Mar na jaye kahin hm tere bankar…😍
गर्मी का मौसम…
और तेरा कहर उसपर…
मर न जाएं कहीं हम तेरे बनकर…😍
Title: Mar hi na jaye hum || hindi shayari || love shayari
Khamoshiyan || two line hindi shayari
Khamoshiyan kabhi bewajah nahi hoti
Kuch dard ese bhi hote hai jo awaz cheen lete hain💔
खामोशियां कभी बेवजह नहीं होती
कुछ दर्द ऐसे भी होते है जो आवाज़ छीन लेते हैं💔
