humare bina tumara dil kaha lagega,
jaha bhi jao, tumme kuch acha naa lagega,
dhundhne agar jaoge hummse bhettar,
Aasmalo zamana , kuch haath na lagega
humare bina tumara dil kaha lagega,
jaha bhi jao, tumme kuch acha naa lagega,
dhundhne agar jaoge hummse bhettar,
Aasmalo zamana , kuch haath na lagega

Tere bhool jaane ki aadat k sadke,
Tujhe bhool jaane ko jee chahta hai..
Raah to koi or pakadta hu magar,
Hr zrraah teri or fir se kheech lata hai..
Kya yahi pyaar kehlata hai?
Khush hone k lamhe boht mile,
Pr noor chehre pe teri vajah se ata hai..
Krte nhi hai baat kisi se,
Kyu ki hr baat me tera zikkr aa jata hai..
Kya yahi pyaar kehlata hai?
Mubarak hr shaam hua krti thi kbhi,
Ab hr shaam me chaand dhal jata hai..
Roshni to aati hai hr roj subhah,
Magar andhera aankhon me basa rehta hai..
Kya yahi pyaar kehlata hai?