Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bas teri yaadon me || Love sad shayari hindi

likhtey likhtey yeh
mukaam paa liyaa
mai gir gya zameen par
aur tune asmaan paa liya
Teri yaadon main || love shayari
Teri yaadon main hum aise khoye
Kab tu hame chhod gayi aur hum akele ho gaye
Tune Hume sambhal ne ka mauka Tak nahi diya
Ham se hamari khushiyon ka haq bhi tune chhin liya
Meri jaan,meri zindagi tujhpe hamesha hain Fida
Tere bin hum apni duniya main ho chuke hain gumshuda
Dua hai rab se Laut aa hamari zindagi main phirse
Jee uthenge dobara hum tere pyaar ki ehsaas se




