Kida daseyaa jawe apne halaata nu
kamle sajjan dailogue dasde ne
sade jajjbaata nu
ਕਿੱਦਾਂ ਦਸਿਆ ਜਾਵੇ ਅਪਣੇ ਹਾਲਾਤਾਂ ਨੂੰ…
ਕਮਲੇ ਸੱਜਣ Dialogue ਦੱਸਦੇ ਨੇ,
ਸਾਡੇ ਜਜ਼ਬਾਤਾਂ ਨੂੰ…
Kida daseyaa jawe apne halaata nu
kamle sajjan dailogue dasde ne
sade jajjbaata nu
ਕਿੱਦਾਂ ਦਸਿਆ ਜਾਵੇ ਅਪਣੇ ਹਾਲਾਤਾਂ ਨੂੰ…
ਕਮਲੇ ਸੱਜਣ Dialogue ਦੱਸਦੇ ਨੇ,
ਸਾਡੇ ਜਜ਼ਬਾਤਾਂ ਨੂੰ…
tumane kya socha ki tumhaare siva koee nahee mujhe chaahane vaala,
pagalee chhodd kar to dekh, maut taiyaar khadhi hai mujhe apne seene lagaane ke liye…
तुमने क्या सौचा कि तुम्हारे सिवा कोई नही मुझे चाहने वाला,
पगली छोङ कर तो देख, मौत तैयार खङी है मुझे अपने सीने लगाने के लीऐ…
Mere Aansuon se khataa ho gyi…
jo beh chle jaalim zamaane ke aage.
Hakikat se pehle kyon aankhein namm ho gyi,
jo mere sapne bhi saare jal kar raakh ho gye …
kaash! hume ye ehsaas pehle hi ho jaata….
kimat nhi inn anmol motiyon ka yahaan ,
jo ab yu andhere se aankhein milaayi ,
chiraago se roshni bhi judaa ho gyi.
Hazaaron se bhi jyadaa gum humne chupaaye,
na jaane kaise ye daastan bayaan ho gyi.
-by SARITA CHAUHAN