Skip to content

Sambhalta nahi hai dil || dedaar shayari

संभालता नहीं है दिल के,
तुम इंतज़ार बहुत बहुत करवाते हो,
बस चंद धड़कने संभाल रखी है,
बस तेरे इक दीदार की खातिर...

Title: Sambhalta nahi hai dil || dedaar shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Lafz khatam hunde ja rahe ne || true love shayari || two line shayari

Lafz khatam hunde ja rahe ne
Par tere layi mohobbat byan nahi ho pa rahi..!!

ਲਫ਼ਜ਼ ਖ਼ਤਮ ਹੁੰਦੇ ਜਾ ਰਹੇ ਨੇ
ਪਰ ਤੇਰੇ ਲਈ ਮੋਹੁੱਬਤ ਬਿਆਨ ਨਹੀਂ ਹੋ ਪਾ ਰਹੀ..!!

Title: Lafz khatam hunde ja rahe ne || true love shayari || two line shayari


Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari

Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai….
Teri wajah se meri duniya khabon khayalon mein kho gyi hai
Teri wajah se duniya najron se gayab ho gyi hai
Mere khayal, khwaish Haqeeqat mein tabdil hone ki zid mein aa gyi hai….
Aur jo bajaron mein shan se nikla karte the hum,
Aaj hamari pehchan badal gyi hai ….
Aaj tak hum dil ke mareezon ko yun vyapari bulaya krte the ,
Aaj khud unme shamil hain, yeh kaisi bimari ho gyi hai..
Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai..💔

Title: Mohobbat se nafrat || sad but true || hindi shayari