Skip to content

Two Lines Hindi Shayari

Sometimes only 2 lines hindi thoughts, two lines hindi shayari is enough to express your feelings and emotions. Here you will find best 2 lines hindi status which can be sad, love and romantic.

Hum Aapko Achhe Nahi Lagte || True 2 sad lines hindi

Dil Behlane Ke Liye Hi Guftgu Kar Liya Karo Janab
Maloom To Humein Bhi Hai Ki Hum Aapko Achhe Nahi Lagte!

Mohabbat Agar Puri Hoti… || 2 lines hindi shayari

Shayar Bana Diya Adhuri Mohabbat Ne,
Mohabbat Agar Puri Hoti To Hum Bhi Ek Ghazal Hota!

Mujhe chaha toh zaroor hoga || 2 lines hindi shayari

Ji aankhe mujhe dekh kar jhuk gai
yakeenan usne kabhi chaha toh zaroor hoga

जो आँखें मुझे देख कर झुक गयी,
यकीनन उसने कभी मुझे चाहा तो ज़रूर होगा !!

‎कलम‬ रखती हूँ.. || Hindi shayari Attitude

#‎अपने‬ हर 😲 ‪#‎लफ्ज़‬ में 😁 ‪#‎कहर‬ ✔ ‪#‎रखती हूँ, 📝 ‪#‎शायर‬ हूँ..
💔 ‪#‎बेवफा‬ का 🔪 ‪#‎क़त्ल‬ ‪#‎करने‬ के लिए 💝 ‪#‎जेब‬ में ✒ ‪#‎कलम‬ ✔ #रखती हूँ..