Skip to content

Two Lines Hindi Shayari

Sometimes only 2 lines hindi thoughts, two lines hindi shayari is enough to express your feelings and emotions. Here you will find best 2 lines hindi status which can be sad, love and romantic.

Tera naam mere naam ke sath || two line hindi shayari || love shayari

Acha lagta hai tera naam mere naam ke sath😇
Jaise koi khubsurat jgah ho haseen shaam ke sath😍

अच्छा लगता हैं तेरा नाम मेरे नाम के साथ,😇
जैसे कोई खूबसूरत जगह हो हसीन शाम के साथ।😍

Intezaar SHAYARI || hindi shayari

Intzaar intzaar intzaar intzaar
Shaam se subah tak subah se sham tak😶

इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार इंतज़ार
शाम से सुबह तक सुबह से शाम तक😶

Hum fakiro ne zmane ko mohobbat di hai || two line shayari

Ahle sarwat ne bigada hai zmane ka chalan
Hum fakiro ne zmane ko mohobbat di hai..

अहले सरवत ने बिगाड़ा है ज़माने का चलन
हम फ़क़ीरों ने ज़माने को मुहब्बत दी है।

Yaad vo aaya hai barsaat ki trah || two line hindi shayari

Yaad vo aaya hai barsaat ki trah,
Baat karne mein chehkta tha jo koyal ki trah..

याद वो आया है बरसात में बादल की तरह,
बात करने में चहकता था जो कोयल की तरह।

Mere liye nhi koi karar ka mausam || hindi shayari

Khiza ka daur ho ya ho bahar ka mausam
Mere liye nhi koi karar ka mausam

खिजा का दौर हो या हो बहार का मौसम
मेरे लिए नहीं कोई क़रार का मौसम

Pani Sharma ke hua jata hai Pani Pani || love hindi shayari

Kisne bheegi hui zulfo se ye jhatka Pani
Pani sharmake hua jata hai Pani Pani😍

किसने भीगी हुई जुल्फों से ये झटका पानी
पानी शर्माके हुआ जाता है पानी पानी😍

Meri kismat bhi sawaro || love hindi shayari

Zulf suljhane mein mashroof unhe paya to kaha
Meri kismat bhi sawaro kabhi balon ki trah🙈

ज़ुल्फ़ सुलझाने में मसरूफ उन्हे पाया तो कहा
मेरी किस्मत भी सँवारो कभी बालों की तराह🙈
Rekhta Pataulvi

Tera intezaar humne kiya || two line hindi shayari

Tha jhootha vaada magar aitbaar humne Kiya
Tamam raat Tera intzaar humne kiya💔

था झूठा वादा मगर ऐतेबार हमने किया
तमाम रात तेरा इंतज़ार हमने किया💔