Sapne toh yu bahut haseen hote hai, Magar sapno se pyar nahi karte,
Tumhe chahte toh hum aaj bhi hai, Sirf izhaar nahi karte!!!
Sapne toh yu bahut haseen hote hai, Magar sapno se pyar nahi karte,
Tumhe chahte toh hum aaj bhi hai, Sirf izhaar nahi karte!!!

Banke ajnabi mile hain zindagi ke safar mein
In yaadon ko hum mitayenge nhi😇
Agar yaad karna fitrat hai aapki
To wada hai hum bhi aapko bhulayenge nhi❤
बनके अजनबी मिले है ज़िंदगी के सफर में,
इन यादों को हम मिटायेंगे नहीं,😇
अगर याद करना फितरत है आपकी,
तो वादा है हम भी आपको भुलायेंगे नहीं❤