
Enjoy Every Movement of life!

Apni Neend Ka Har Hissa Uske Naam Khaab Kardiya,
Phir Usi Ne Mera Aaram Azaab Kardiya.
Ye Majnu Wale Baal , Ye Muddato Se Na Ayi Huee Neend,
Yaar Ali Ishq Ne To Sara Kaam Kharab Kardiya.
Tujhse baat karne ko jee chahta hai
Par baat kya karu samjh nhi aata hai
Mein bas itna puch sakta hu kesi hai tu
Mujhe baat karne ka yahi tareeka aata hai 😶
तुझसे बात करने को जी चाहता है
पर बात क्या करू समझ नही आता है
मैं बस इतना पूछ सकता हु कैसी है तू
मुझे बात करने का यही तरीका आता है। 😶