Skip to content

Sufi Punjabi shayari || whatsapp video status || best lines

Baithe labhiye nazare hun deedar de
Sade nain jehe ne haakan ohnu maarde
Asi aape nu gawa ishq paal leya
Sanu banneya e pallde pyar de
Asi lag bethe lekhe hun yaar de..!!

Title: Sufi Punjabi shayari || whatsapp video status || best lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Akele raste || raaste shayari hindi

Kbhi kbhi raste rukne ke hote h
Kon kehta h piche mud ke na dekh
Piche mud nazar utha
Un chehron ko dekh jinme jhuriya jhalak rahi h 
Ankhen Taras rahi h
Sicha h jisne tujhe Umar bhar
Woh hath uth rahi h
Dil mein bas jiske dua h
Woh paaon badh rahi h
Tham le hath un Kapti hathon ka
Jo tujhe banane ke liye khud ko Khote h
Kbhi kbhi raste mudne ke hote h
Kbhi kbhi raste rukne ke hote h
 

Title: Akele raste || raaste shayari hindi


majabooriya thee unakee || bewafa shayari hindi

majabooriya thee unakee… aur juda ham hue,
tab bhee kahate hai vo… ki bevafa ham hue…

मजबूरिया थी उनकी… और जुदा हम हुए,
तब भी कहते है वो… कि बेवफ़ा हम हुए…

Title: majabooriya thee unakee || bewafa shayari hindi