Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Humne bhi kisi sham guzar jana hai || sad hindi shayari
Ek Muddat se ujadte hi chale aaye Hain
Ek Lamhe mein kahan hamen Savar jana hai
Jis tarah din Kate Raat bhi gaya hathon se
Is tarah humne bhi kisi sham Gujar jana hai💯
एक मुद्दत से उजड़ते ही चले आये हैं
एक लम्हे में कहाँ हमें सवर जाना है
जिस तरह दिन कटे रात भी गया हाथों से
इस तरह हमने भी किसी शाम गुज़र जाना है💯
Title: Humne bhi kisi sham guzar jana hai || sad hindi shayari
Alone || sad Hindi shayari || heart broken
Na hai koi mere pass esa
Jise mein apna dard suna saku
Poora din sochta rehta hun ke
Agar mil jaye koi mere jaisa
Jisse mein naya dil bana saku 💔
ना है कोई मेरे पास ऐसा
जिसे मैं अपना दर्द सुना सकु
पूरा दिन सोचता रहता हूं कि
अगर मिल जाए कोई मेरे जैसा
जिससे मैं नया दिल बना सकु💔

