
kabhi keh na sakaa
nazaane kyu tere bin reh na sakaa
yeh to mere shabad hai jo
mujhe sambhale huye hai
warnaa mai toh tere diye
zakhmo ko bhi seh naa skaa
Enjoy Every Movement of life!


Chal padhey hain raahon mein shayad koi basaa le hamey apni nigaahon mein, waise to jee rahey hain berukhi si zindagi agar koi Mila hamsafar to ho jaayeinge shaamil uske sangh mohabbat ki panaho mein warna Kam se kam mout to samaa hi legi hamey apni baahon mein……..