Skip to content

Teri aadtein || hindi shayari for love

Jahan ka Sitara jakr aasam ka tara ban gya!!

Hum reh gye akele iss jahan me uski yaadein humare jeene ka sahara ban gya..

Kuch sapne kuch waade adhure chhod gya..

Han wo apno ko bhi iss bheed me tanha chhod gya..

Hai pta ki ab aayega nhi wo kabhi laut kr!!

Par ye bhi hai yakin uska ehsas gya hai wo chhod kr..

Tu hai nhi ab iss jahan ke liye!!

Par maine tujhe apna bnaya khuda hai..

Teri aadte meri adaa ban gyi hai!!

Hn teri yaadein meri zindagi ban gyi hai..

Title: Teri aadtein || hindi shayari for love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tum aur tumhara gussa || love hindi shayari

Haaye, Tum aur tumhara yeh gussa…
Hume tumhare pyaar me aur deewana banata hai…😘🤗

हाए, तुम और तुम्हारा ये गुस्सा…
हमें तुम्हारे प्यार में और दीवाना बनाता है…😘🤗

Title: Tum aur tumhara gussa || love hindi shayari


Chup jehe zaroor || Dard and Sad Punjabi shayari

Chup jehe zaroor haan,
Par chhor nahi chahida,
Ikk ne hi touba krati bs hun koi hor nahi chahida🙏🏻🙏🏻

Title: Chup jehe zaroor || Dard and Sad Punjabi shayari