Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Heart touching shayari || Hindi shayari || true line shayari
Kon chahta hai un tute dilon ko, sabko ek dil chahiye todne ke liye…..💔
कौन चाहता है उन टूटे दिलों को
सबको एक दिल चाहिए तोड़ने के लिये 💔
Title: Heart touching shayari || Hindi shayari || true line shayari
Teri aarzoo mEra khwaab hai || sad dard shayari
Teri aarzoo mera khwaab hai
Jiska rasta bahut kharab hai
Mere zakhm ka andaza na laga
Dil ka har panna dard ka kitab hai🙃
तेरी आरजू मेरा ख्वाब है
जिसका रास्ता बहुत खराब है
मेरे जख्म का अंदाजा न लगा
दिल का हर पन्ना दर्द की किताब है🙃
