Skip to content

Thak gya hu likhtey likhte || hindi shayari

Thak gya hu likhtey likhte



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nafrat ke daur mein || hindi shayari || love shayari

Tapti huyi zameen hai jaldhaar bant ta hun
Patjhar ke raston par mein bhaar bant ta hun
Ye aag ka dariya hai jeena bhi bhut mushqil
Nafrat ke daur mein bhi mein pyar bant ta hun🙃❤️

तपती हुई ज़मीं है जलधार बाँटता हूँ
पतझर के रास्तों पर मैं बहार बाँटता हूँ
ये आग का दरिया है जीना भी बहुत मुश्क़िल
नफ़रत के दौर में भी मैं प्यार बाँटता हूँ🙃❤️

Title: Nafrat ke daur mein || hindi shayari || love shayari


Na tujhme vo ehsaas hai || Hindi shayari || sad but true

Teri akhon me doob jana
ab bas ek alfaaj hai
ab na tujme wo ehsaas hai
ab na mujme wo baat hai 🥀

Title: Na tujhme vo ehsaas hai || Hindi shayari || sad but true