Skip to content

Thoughts in mind || motivational quotes

English quotes || Physical growth is temporary,what stays with you are the thoughts grown in your mind and how strong you have become mentally while healing.
Physical growth is temporary,what stays with you are the thoughts grown in your mind and how strong you have become mentally while healing.



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sad Hindi Shayari | Betrayal Shayari in hindi | Heartbreaking shayari

Hindi shayari || Lagta hai aaj fir kisi aashiq ka dil toota hai,
Phoolon ka gucha jo yun raase mein akela chhoota hai,
Lagta hau aaj fir kisi heer ne raanjhe ko dhokhha diya hai,
Lagta hai aaj fir kisi sahiba ne apne mirze ko loota hai... 
Lagta hai aaj fir kisi aashiq ka dil toota hai,
Phoolon ka gucha jo yun raase mein akela chhoota hai,
Lagta hau aaj fir kisi heer ne raanjhe ko dhokhha diya hai,
Lagta hai aaj fir kisi sahiba ne apne mirze ko loota hai…
 

Title: Sad Hindi Shayari | Betrayal Shayari in hindi | Heartbreaking shayari


Koshish || hindi shayari

Log kehte hain,
Aasmaan mein bhi surakh ho sakta hai,
Bas tabiyat se pathar uchalne ki deri hai..
Himmat na ki pathar uthane ki,
Mano na mano ye galti teri hai..
Raste bhi sazish kar rahe hain,
Waqt ke sath milkar…
Tu phir bhi waqt ke sath na chale,
To ab bhi galti teri hai..

लोग कहते हैं,
आसमान में भी सुराख़ हो सकता है,
बस तबियत से पत्थर उछालने की देरी है…
हिम्मत ना की पत्थर उठाने की,
मानो ना मानो ये गलती तेरी है…
रास्ते भी शाज़िश कर रहे है,
वक्त के साथ मिलकर…
तू फिर भी वक्त के साथ ना चले,
तो अब भी गलती तेरी है….

Title: Koshish || hindi shayari