
Par nakhre na hun kise de sehnda e..!!
Hun nhi krda dil kise naal mohobbat nu
Bs time pass de zariye labbda rehnda e..!!

Hath thaam kar sath nibhane ki batein bhi yaad aati hai
Beete har lamhe mein har lamha talabgar hai🙃
Dil to aaj bhi mere pass hai,
Lekin dhadkne aaj bhi tumhari wafadar hai❤️🤞
हाथ थाम कर साथ निभाने की बातें भी याद आती हैं,
बीते हर लम्हे में हर लम्हा तलबगार है…🙃
दिल तो आज भी मेरे पास है,
लेकिन धड़कने आज भी तुम्हारी वफादार है…❤️🤞
Nazar Chahti Hai Deedar Karna,
Dil Chahta Hai Pyaar Karna ❤️
Kya Bataoon Is Dil Ka Aalam,
Nasib Me Likha Hai Intezar Karna…🥀