Skip to content

Too Hazar Bar bhi || 2 lines hinDi status

Too Hazar Bar Bhi Roothe To Mna Lunga Tujhe

Magar Dekh Mohabbat Me Shamil Koi Dusra Na Ho

तू हज़ार बार भी रूठे तो मना लूँगा तुझे

मगर देख मोहब्बत में शामिल कोई दूसरा ना हो

Title: Too Hazar Bar bhi || 2 lines hinDi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dosti shayari || hindi shayari

Dil ki galiyan mein gam na ho,
Bas ye dosti hamari kam na ho,
Ye hai dua hamari kl tum khush raho,
Kya pta hum kl ho na ho….🙌

दिल की गलियां में गम न हो
बस ये दोस्ती हमारी कम न हो
ये है दुआ हमारी कल तुम खुश रहो
क्या पता हम कल हो न हो….🙌

Title: Dosti shayari || hindi shayari


Riste ajeeb se🙂 || sad but true || two line hindi shayari

Jab Se Dekhi Hai Hamne Duniya Kareeb Se; Lagne Lage Hain Saare Rishte Ajeeb Se🙂

जब से देखी है हमने दुनिया करीब से
लगने लगे है सारे रिश्ते अजीब से🙂

Title: Riste ajeeb se🙂 || sad but true || two line hindi shayari