Ishq hai mere bhi jehan me magar kisi raat ki tarah sunsaan hai
likhta hu jiske liye sab wo ab tak anjaan hai
इश्क़ है मेरे भी जेहन में मगर किसी रात की तरह सुनसान है !
लिखता हूं जिसके लिए सब वो अब तक अनजान है | ____Vikram♥️
Jab tu bhejti hai taswir apni din acha sa ho jata hai
duniya jhuthi hai magar tu sachi lagti hai
Teri bahoon me aane ka man karta hai
Tu teri khusbo ko andar smane ka man karta hai
Khoo jau teri khusbu me yahi man karta hai
Or tarif kitni bhi karu teri kam hi lagti hai
Log kehte hai sabke 7 chehre hote hai duniya mein
Par mujhe toh ek bhi nhi mila tere jaise
Keh sakte hai ki duniya me tere alava koi na hai duja