Skip to content

Tu mera ho jaaye || shayari hindi

Kya kehdu jo tu mera ho jaaye,

Kya likhdu jo tu mera ho jaaye,

Bs ek khayaal hai jo sirf mera hai,

Kya sochu aisa jo tu mera ho jaaye,

Wo sath wo parchaayi wo lamhaa jo sirf tere sath ka,

Kya farz karu jo tu mera ho jaaye.

Yaad aate hai wo lamhe wo waqt jo tere sath ghuzaare,

Kaha sajdaa kar aau ki tu fir mera jaaye.

Sab kuch accha tha wqt bhi sath dera tha,

Sab kuch accha tha wqt bhi sath dera tha,

Bs qadr na thi jo aj tu mera ni,

Kaha maafi maang aau ki tu fir mera ho jaaye.

Title: Tu mera ho jaaye || shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hojau fanna 🔥✍️ || love hindi shayari

Love shayari-hindi shayari-Tum Mera Pahla☝️ Aur Akhari HoKya Tumne Mere ❣️ Ka Haal Suna❓🤨Tum Kaho Zindagi Bar Ruk Jau🤗Tum Kaho To Ho Jau Fanna😊😏😘
Tum Mera Pahla☝️ Aur Akhari Ho
Kya Tumne Mere ❣️ Ka Haal Suna❓🤨
Tum Kaho Zindagi Bar Ruk Jau🤗
Tum Kaho To Ho Jau Fanna😊😏😘

Title: Hojau fanna 🔥✍️ || love hindi shayari


Woh khamosh is tarah || hindi 2 lines

Woh khamosh kush is tarah kadar hai
jaise koi intkaam le reha hai

वो खामोश कुछ इस कदर है

जैसे कोई इंतकाम ले रहा हो।।

~रूचिता सिन्हा

Title: Woh khamosh is tarah || hindi 2 lines