Skip to content

Tujhse ishq karne ki chahat || love Hindi shayari

Tujse ishq karne ki chahat humein, aajse nhi hai..😍
Mohobbat jitni tujhse hai humein, utni kaam kaaj se nhi hai..🙌
Tera chillana meri zindagi mein, kam kisi saaz se nhi hai..😇
Nafrat Teri khamoshi se hai humein, aawaz se nhi hai..😘
Tujse ishq karne ki chahat humein, aajse nhi hai..❤️

तुझसे इश्क करने की चाहत हमें, आज से नहीं है..😍
मोहब्बत जितनी तुझसे है हमें, उतनी काम काज से नहीं है..🙌
तेरा चिल्लाना मेरी जिंदगी में, कम किसी साज से नहीं है..😇
नफ़रत तेरी खामोशी से है हमें, आवाज़ से नहीं है..😘
तुझसे इश्क करने की चाहत, हमें आज से नहीं है..❤️

Title: Tujhse ishq karne ki chahat || love Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Vo to hum the ||sad but true shayari || sad shayari

vo to hum the isliye 
warna
waqt ke jis daur se hum guzre hai
is daur se koi aur guzarta to guzar jata🙌💔

वो तो हम थे इसलिए
वरना
वक्त के जिस दौर से हम गुजरे है
इस दौर से कोई और गुजरता तो गुजर जाता🙌💔

Title: Vo to hum the ||sad but true shayari || sad shayari


Apna aap gawa ke || true love shayari || Punjabi status

Es croran di duniyan cho ikk oh fabbeya e😇
Mein apna aap gawa ke jihnu labbeya e😍..!!

ਇਸ ਕਰੋੜਾਂ ਦੀ ਦੁਨੀਆਂ ‘ਚੋਂ ਇੱਕ ਉਹ ਫੱਬਿਆ ਏ😇
ਮੈਂ ਆਪਣਾ ਆਪ ਗਵਾ ਕੇ ਜਿਹਨੂੰ ਲੱਭਿਆ ਏ😍..!!

Title: Apna aap gawa ke || true love shayari || Punjabi status