Skip to content

Tukdhe kitne kiye || waqt puraana

टुकड़े कितने किए तूने बदला पुराना लगता है

तेरे लोट आने की बात अब बहाना लगता है

वैसे तो भूलते नही है हम पर

तेरे साथ बिता वक्त अब पुराना लगता है

Title: Tukdhe kitne kiye || waqt puraana

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


MERI DEWANGI SIRF || Sad Shayari in Hindi

Meri diwangi sirf tere layi c
tu taan saade te gaur kade farmayea hi nai
tarsde c asi har pal k
tere bullan te saadda naam awe
par tu tan kade sanu pyar naal bulayea hi nai
asin taan har saah naal tere hi gun gaunde rahe c
par tu tan kade saadhe layi
pyar wala geet gayea hi nai
koshish tan ajh v har pal rehndi e
tainu bhulaun di sajjna
par sach tan eh hai
k tere bina ajh tak saanu jeena ayea hi nai

Title: MERI DEWANGI SIRF || Sad Shayari in Hindi


Waqt || waqt hindi shayari

Ek waqt hi toh hai jo hamesha badal ta hai

Kitna bhi kosish karlo rukta nahi hai

Yeh kisika nahi hai gulam

Chhin ne pe aajaye toh le jaata hai sukh,chain aur aaram

Sab iske ishare par chalte hain

Jin hone manaa kiya woh jalte hain

Ye waqt kuch chhin ta hai,toh wapas bahut kuch deta hai

Jeene ka,hasne ka,pyaar karne ka phir se ek mauka deta hai

Khusiyon ki shaugaat,lamho ki baarat deta hai

Tute hue dil ke zakham ko marham deta hai

Aur pyaar karne waalon ko milne ka ek haseen mulaqaat deta hai

Title: Waqt || waqt hindi shayari