Skip to content

Tum Chahe kitna bhi aansu bha lo || Hindi shayari, some lines on life

Tum Chahe kitna bhi aansu bha lo,
usse dusron ko koi fark nahi padhta
aankhe to hamari hoti hai,
par aansu hamesha dusron ke liye hi hote hai

तुम चाहे कितना भी आंसू बहा लो,
उससे दूसरों को कोई फर्क नहीं पड़ता।
आंखें तो हमारी होती है।
पर आंसू हमेशा दूसरों के लिए ही होते हैं।

Title: Tum Chahe kitna bhi aansu bha lo || Hindi shayari, some lines on life

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines

na koi kisi se door hota hai
na koi kisi ke kareeb hota hai
wo khud he chal ke aata hai
jo jiska nasib hota hai….😇

न कोई किसी से दूर होता है
न कोई किसी के करीब होता है
वो खुद ही चल के आता है
जो जिसका नसीब होता है 😇

Title: Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines


Tum laut ke aayoge || sad hindi shayari

Tumhare jane ke baad
Yahi vaada khud se kiya tha
Tum laut ke aayoge
Yahi bahana khud ko diya tha💔

तुम्हारे जाने के बाद
यही वादा खुद से किया था
तुम लोट के आओ गे
यही बहाना खुद को दिया था💔

Title: Tum laut ke aayoge || sad hindi shayari