Skip to content

Tum hote ko kaisa hota || tanhai shayari

Main aur meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ke tum hote to kaisa hota ..

Shayad jaisa socha tha sab kuchh vaisa hota main teri aur tu mera hota..

Saath hoti tere har ehsaas tera hota sukhi ret par giri baarish ki bundo sa saath tera hota 

Par ab Sochu bhi to kya Sochu jo mera tha hi nahi vo mera kaise hota 

Main or meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ki tum hote to kaisa hota …… 

Title: Tum hote ko kaisa hota || tanhai shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zindagi ek bahana 🙄✍️ || two line shayari || Hindi shayari

Two line Hindi shayari || Zindagi❤️ to ek bahana haiBs aana or jana hai🤗💯✅
Zindagi❤️ to ek bahana hai
Bs aana or jana hai🤗💯✅

Title: Zindagi ek bahana 🙄✍️ || two line shayari || Hindi shayari


Kali raat || Sad love 2 line shayari

Kaali raat kaala hanera aw
M teri tu mera aw❤️

Title: Kali raat || Sad love 2 line shayari