Waqt ko baaton mein uljhana aata tha humein
Agar zid tumhari jane ki na hoti✨
वक़्त को बातो में उल्ज़ाना आता था हमे
अगर जिद तुम्हारी जाने की न होती✨
Enjoy Every Movement of life!
Waqt ko baaton mein uljhana aata tha humein
Agar zid tumhari jane ki na hoti✨
वक़्त को बातो में उल्ज़ाना आता था हमे
अगर जिद तुम्हारी जाने की न होती✨
Ek khayal aaya man main zindagi bhar na sahi,
Kuch paal ke liye dil main khushi ke pal late rahana..||
Chahe vo khushi ya phir gam,
Aiysas tumhari maujudagika mujhe satate rahana..||
Kehana ye hai ki hame nind ayye ya na aaye,
Tum sapanome aate rahana..||
baat ton pyaar aur ijjat ki hoti hai janab
haar kisi ko salam kare aisi hamari fitrat nahi
ਬਾਤ ਤੋਂ ਪਿਆਰ ਉਰ ਇੱਜਤ ਕੀ ਹੋਤੀ ਹੈ ਜਨਾਬ
ਹਰ ਕਿਸੀ ਕੋ ਸਲਾਮ ਕਰੇ ਐਸੀ ਹਮਾਰੀ ਫਿਤਰਤ ਨਹੀਂ–
..JSDEEP