Skip to content

Tanha Kalam-28cae1c6

Title: Tanha Kalam-28cae1c6

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaise faasle || two line hindi shayari

Doori Hui To Unse Kareeb Aur Hum Huye 
Ye kese Faasle The Jo Badne Se Kam Huye….💔

दूरी हुई तो उनसे करीब और हम हुए
ये कैसे फासले थे जो बढ़ने से कम हुए….💔

Title: Kaise faasle || two line hindi shayari


Kisi se itni…… || 2 lines so true life shayari Hindi

Kisi se itni #NAFRAT na karo k kabhi
MILNA pade to MIL na sako…

Or 

Kisi se itni #MOHABBAT na karo k kabhi
TANHA jeena pade to JEE naa sako..!!

Title: Kisi se itni…… || 2 lines so true life shayari Hindi