Skip to content

Tumko bhool jana || love sad shayari hindi

Ghadi ki tarha chalte ho tum hamare dimagh mein,
Tumko Yaad karne ki wajah nahi hoti.
Hawa ki tarah jhoomte ho tum hamare khayalon mein,
Tumko bhulane ki koshish nahi horahi.
Hazar wajah mil gaye tumse dur jane ki,
Hazar wajah mil gaye tumse dur jane ki
Maan kar isey khudrath ka faisla chale bhi gaye hum dur,
Kambakht kismat phir se paas le aayi.
Zid hamari bhi hai ke hojayenge tumse dur,
Kyun ki tumhare pyar mein wo pehle jaisi kashish nahi rahi.

Title: Tumko bhool jana || love sad shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Naraz ho leya kar || love punjabi status😘

Tu naraaz ho leya kar
Bhawein ladh vi leya kar meri jaan
Bas menu kade praya na kari❤️..!!

ਤੂੰ ਨਾਰਾਜ਼ ਹੋ ਲਿਆ ਕਰ
ਭਾਵੇਂ ਲੜ੍ਹ ਵੀ ਲਿਆ ਕਰ ਮੇਰੀ ਜਾਨ
ਬਸ ਮੈਨੂੰ ਕਦੇ ਪਰਾਇਆ ਨਾ ਕਰੀਂ❤️..!!

Title: Naraz ho leya kar || love punjabi status😘


Love you || english quotes

English quotes|| love you forever❤️
love you forever❤️