Us ny poucha apki tareef ..??
Mane bhi bol diya ..Apsy na hogi apka dil chota h …😎😋
Enjoy Every Movement of life!
Us ny poucha apki tareef ..??
Mane bhi bol diya ..Apsy na hogi apka dil chota h …😎😋
Main Nay Ussay Poocha Tha,
Kya Dhoop Main Barish Hoti Hai??
Wo Hanstay Hanstay Ronay Lagi
Aur Dhoop Main Barish Honay Lagi….😌💐
हम अपना दर्द 😔 किसी को कहते नही,
वो सोचते हैं की हम तन्हाई सहते नही,
आँखों से आँसू 😭😭निकले भी तो कैसे,
क्योकि सूखे हुवे दरिया कभी बहते नही… 😭😭😭
ham apana dard kisee ko kahate nahee,
vo sochate hain kee ham tanhaee sahate nahee,
aankhon se aansoo nikale bhee to kaise,
kyoki sookhe huve dariya kabhee bahate nahee…