Skip to content

Uske akhri alfaaz 💔 || heart broken shayari

Haan yaad aaya uske akhri alfaaz ye the
Agar jee sako to jee lena agar mar jayo to ascha hai💔

हाँ याद आया उसके आखरी अलफ़ाज़ ये थे
अगर जी सको तो जी लेना अगर मर जाओ तो अच्छा है💔

Title: Uske akhri alfaaz 💔 || heart broken shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Adhoori Kahaani || love shayari || nazar shayari

Dil to yu hi badnaam hai janaab
Mohabbat to in aankho ki naadani hai. 
Ye to nazre milane se nazre churaane tak ka safar hai
Do chahne walo ki ye adhoori kahani hai… 🥀

दिल तो यूँ ही बदनाम हैं जनाब
मोहब्बत तो इन आँखों की नादानी हैं
ये तो नज़रें मिलाने से नज़रें चुराने तक का सफ़र हैं
दो चाहने वालों की ये अधूरी कहानी हैं!! 🥀

Title: Adhoori Kahaani || love shayari || nazar shayari


Masla tah sunna hi paina || Kisaan ektha jindabaad

Oo mitti ch paleyaae te mitti ch galeyaae
thode julma toh enna ne behh nyi hona ,!
Oo maslaa tah sunna hi paina ee modi ji
chup tah enna toh vi rehh nhi hona!!!

Kisaan ekta zindabaad🙏🏻🙏🏻❤️

Title: Masla tah sunna hi paina || Kisaan ektha jindabaad