Skip to content

Uske bina jina mushkil hai

Uske bina jina mushkil hai
Ya uhne batana……
……..Or bhi jayada.

Title: Uske bina jina mushkil hai

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Baat din ki nahi ab || Hindi shayari

बात 🤔दिन की🤪 नहीं अब ❌रात से ड़र 😬लगता है😨😨
घर 🏠है कच्चा बरसात🌨️ से ड़र लगता 😨है,
प्यार को ❤️छोड़कर तुम कोई 🤔और बात कर👍 लो🤩🤩🤩
अब मुझे 😁प्यार की❤️ हर बात से ड़र 😨लगता है

Title: Baat din ki nahi ab || Hindi shayari


Zamane mai Hulchul hui

Wo ek din nahi dikhay saray zamane mai halchal hui…

Sunkar khabar ki wo bimar h, dil mai ek Uljhan si hui…

Najane kaisay beet gaya lamha, warna unhe dekhay begair kabhi humari Subah naa hui…

Sunkar awaaz unki, dil mai ek thandak si hui …

Jald milegay alfaz sunkar, tehreek si hui…

Awaz mai jo itni thandak hai unke, socho zara unhe dekhar humara dil kitne zor se dhadakta hoga…

Jis kisi shaks k samne zor si dil dhadke humara samajlena yeh wohi shaks hoga…✨

_shama🦋

Title: Zamane mai Hulchul hui