Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tera NAAM || Punjabi shayari written from heart
Ajh v ohi chehra e
par tera dil na mera e
pata ni kadon tak rehna
mere dil vich naam jo tera e
ਅੱਜ ਵੀ ਓਹੀ ਚੇਹਰਾ ਏ,
ਪਰ ਤੇਰਾ ਦਿਲ ਨਾ ਮੇਰਾ ਏ,
ਪਤਾ ਨੀ ਕਦੋਂ ਤਕ ਰਹਿਣਾ,
ਮੇਰੇ ਦਿਲ ਵਿੱਚ ਨਾਮ ਜੋ ਤੇਰਾ ਏ ,
Title: Tera NAAM || Punjabi shayari written from heart
Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari
Har or uljhan aur khamoshiyon ka shor hai
Ankhon mein dhua aur sanson mein gubar bhara hai
Bheed ke tamaam chehro par muskan to bani hai
Lekin dilon mein zakham jada aur sukun zara hai 🙃💯
हर ओर उलझन और खामोशियों का शोर है
आँखों में धुँआ और साँसों में गुबार भरा है
भीड़ के तमाम चेहरों पर मुस्कान तो बनी है
लेकिन दिलों में ज़ख्म ज्यादा और सुकून जरा है 🙃💯

