Enjoy Every Movement of life!
Dard mein bhi hamne muskurana sikh liya hai.
Dard mein bhi hamne muskurana sikh liya hai.
Aur log bol rahe hai bahut khush lag rahe ho aaj.
Unhe kya bataye kis dard me ji rahe hai aaj.
Ye fard-e-jurm hai mujh par
Ki usse pyar karta hu
Mai filhaal to is ilzaam se inkar karta hu✨
ये फर्द-ए-जुर्म है मुझ पर
कि उससे प्यार करता हूँ
मैं फिलहाल तो इस इल्ज़ाम से इनकार करता हूँ✨
