Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Baith kar baarish me || Dard love hindi shayari

teri yaado me likhtey likhtey yeh waqt beet reha tha
arey kaise batau tere bin na lag kuchh theek rha tha
mai mar chuka tha shareer se or dil khoon seench raha tha
Ham bewafaa nikle || sad shayari
soorat itni aschhi nahi thi
ke koi hame pyaar kare
magar kisis ne himat ki
to ham bewafaa nikle
ਸੂਰਤ ਇਤਨੀ ਅੱਛੀ ਨਹੀਂ ਥੀ,
ਕੇ ਕੋਈ ਹਮੇ ਪਿਆਰ ਕਰੇ,
ਮਗਰ ਕਿਸੀ ਨੇ ਹਿੰਮਤ ਕੀ,
ਤੋ ਹਮ ਬੇਵਫਾ ਨਿਕਲੇ। 🖤

