Woh Nahi jaanti maine kis kadar aapno ko khoyeaa hai
Vikram jo hasaata tha kabhi auroon ko
Aaaj woh kitna foot foott royea hai
वो नही जानती मैंने किस कदर अपनों को खोया है,
विक्रम जो हँसाता था कभी औरों को आज वो कितना फूट फूट रोया है।
Enjoy Every Movement of life!
Woh Nahi jaanti maine kis kadar aapno ko khoyeaa hai
Vikram jo hasaata tha kabhi auroon ko
Aaaj woh kitna foot foott royea hai
वो नही जानती मैंने किस कदर अपनों को खोया है,
विक्रम जो हँसाता था कभी औरों को आज वो कितना फूट फूट रोया है।
Tumhare jane ke baad
Yahi vaada khud se kiya tha
Tum laut ke aayoge
Yahi bahana khud ko diya tha💔
तुम्हारे जाने के बाद
यही वादा खुद से किया था
तुम लोट के आओ गे
यही बहाना खुद को दिया था💔
mehkti ushlti baharo mein tum ho
aasmaan mein chmkte sitare tum ho
zamin pe tum ho..falak pe tum ho..
kyanat ke khoob nazaro mein tum ho..