Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
बेवफाई🙂💔 || bewafa shayari
कुछ अलग ही करना है
तो वफ़ा करो मेरे दोस्त,
मज़बूरी का नाम लेकर
बेवफाई तो हर कोई करता है…🙂💔
Kuch alag hi karna hain,
Toh wafa karo mere dost,
Majburi ka naam lekar,
Bewafai toh har koi karta hain…🙂💔
Title: बेवफाई🙂💔 || bewafa shayari
Jab bhi peeche dekhoge || Hindi shayari
Shayad salo sal tum smay laga do,
Kisi ke intezaar main zindagi bita do,
Magar jab bhi thak haar ke piche dekhoge,
Tab bhi Hme apne intezaar main hi tadapta dekhoge.🍂


