Skip to content

yaad nahee karoge || Shayari hindi

yaad nahee karoge to bhula bhee na sakoge,
mera khyaal zehan se mita bhee na sakoge,
ek baar jo tum mere gam se miloge,
to saaree umar muskura na sakoge…

याद नही करोगे तो भुला भी ना सकोगे,
मेरा ख्याल ज़ेहन से मिटा भी ना सकोगे,
एक बार जो तुम मेरे गम से मिलोगे,
तो सारी उमर मुस्कुरा ना सकोगे…

Title: yaad nahee karoge || Shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat unse kaisi || true love shayari || hindi shayari

Mohobbat unse kesi hai na puchiye janab
Vo samne bhi nahi aate fir bhi deedar ho jata hai..!!

मोहोब्बत उनसे कैसी है ना पूछिए जनाब
वो सामने भी नहीं आते फ़िर भी दीदार हो जाता है..!!

Title: Mohobbat unse kaisi || true love shayari || hindi shayari


Teri aankhon se || True love shayari hindi

Tere aankhon se bahein ek ek qatre ki qeemat
iss jahaan ki saari daulat bhi nahi chuka sakti ke
tere labon pe muskurahat ye puri qainaat khareed sakti hai.

Title: Teri aankhon se || True love shayari hindi