Skip to content

Yaad rakhna || Heartbroken💔

Ja chuke ho to yaad rkhna

Ki ja chuke ho to yaad rkhna

lot ke bhi mt aana

Dubara pyar karenge

ye umeed bhul kr bhi mt jgana

Title: Yaad rakhna || Heartbroken💔

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


KhwaaB me || hindi 2 lines shayari

Aakhe khuli toh jaag uthi hasrate tamam
us ko bhi kho diya jise paya tha khawab me

आँखें खुलीं तो जाग उठीं हसरतें तमाम,💞
उस को भी खो दिया जिसे पाया था ख़्वाब में😔

Title: KhwaaB me || hindi 2 lines shayari


Daastaan ye dhoka

KISI KI MUSKAAN PE MARNA AB CHOD REHE HAI 

APNE RASTE KO SAHI MANJIL KI TARAF MOD RAHE HAI

BHUT DEKH LIYA INTZAAR KARKE

 KISI KI YAADO MEIN KHUD KO BARBAAD KARNA AB CHHOD RAHE HAI

  1. JEENE KA TARIKA BADLNA HAI BINA KISI SAHARE KE CHALNA HAI………….

Title: Daastaan ye dhoka