Pyaar karo ya na karo,
Saath raho ya na raho,
Bas yaadein hamare liye chodd do,
Chahe aitbaar karo na karo.❣️
Enjoy Every Movement of life!
Pyaar karo ya na karo,
Saath raho ya na raho,
Bas yaadein hamare liye chodd do,
Chahe aitbaar karo na karo.❣️
Jitni mohabhat mujhe usse hai usse bhi ho jaaye na
Ek waqt ke baad usse dek raha hu ye waqt yahi rukh jaaye na
Aur khuda isse meri akhri dua hi samj le ek baar woh bhi mere gale lag jaaye na
Muje auron se kya lena dena
mujhe toh bas tum
tumahara waqt aur
tumahara pyar chahiye
*मुझे औरों से क्या लेना देना,*
*मुझे तो बस तुम ….* 💞
* तुम्हारा वक़्त और….* 😘
* तुम्हारा प्यार चाहिये….* 💞