Enjoy Every Movement of life!
Iss prem ke chakkar me nah faso yaaro..
Yeh jindagi ko maut bana deti haii…
Khushiyan dekar kuch pal kii jindagii ko dard bana deti haii…
Chahat ban gye ho tum,
Ke aadat ban gye ho tum,🙈
Har saans mein yun aate jate ho
Jaise meri ibadat ban gye ho tum😇
चाहत बन गए हो तुम,
कि आदत बन गए हो तुम,🙈
हर सांस में यूं आते जाते हो
जैसे मेरी इबादत बन गए हो तुम।😇
