Skip to content

Zamane mai Hulchul hui

Wo ek din nahi dikhay saray zamane mai halchal hui…

Sunkar khabar ki wo bimar h, dil mai ek Uljhan si hui…

Najane kaisay beet gaya lamha, warna unhe dekhay begair kabhi humari Subah naa hui…

Sunkar awaaz unki, dil mai ek thandak si hui …

Jald milegay alfaz sunkar, tehreek si hui…

Awaz mai jo itni thandak hai unke, socho zara unhe dekhar humara dil kitne zor se dhadakta hoga…

Jis kisi shaks k samne zor si dil dhadke humara samajlena yeh wohi shaks hoga…✨

_shama🦋

Title: Zamane mai Hulchul hui

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bichde tumse || two line Hindi shayari

Bahot din hogaye Bichde tumse
Ab toh khud se bhi Milne ka dil nahi karta 💔

बहुत दिन हो गए बिछड़े तुमसे
अब तो खुद से भी मिलने का दिल नही करता 💔

Title: Bichde tumse || two line Hindi shayari


Na kar Na enna pyar || true but sad shayari images || very sad shayari

Je oh shadd gaye adh vichkar
Dila pachtayenga..!!
Na kar Na ena pyar
Dila pachtayenga..!!