Skip to content

Zaroori nahi || Pyar hindi shayari in 2 lines

Jaroori nahi ke pyaar hamesha kisi ki shakal se hi ho
kabhi kabhi kisike nature se bhi pyaar ho jaata hai

जरुरी नहीं☝ की प्यार❤ हमेशा किसीकी शक्ल👨 से ही हो,,,,
कभी कभी किसीके #NåTuRê😌 से भी प्यार❤ हो जाता है..

Title: Zaroori nahi || Pyar hindi shayari in 2 lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt || waqt hindi shayari

Ek waqt hi toh hai jo hamesha badal ta hai

Kitna bhi kosish karlo rukta nahi hai

Yeh kisika nahi hai gulam

Chhin ne pe aajaye toh le jaata hai sukh,chain aur aaram

Sab iske ishare par chalte hain

Jin hone manaa kiya woh jalte hain

Ye waqt kuch chhin ta hai,toh wapas bahut kuch deta hai

Jeene ka,hasne ka,pyaar karne ka phir se ek mauka deta hai

Khusiyon ki shaugaat,lamho ki baarat deta hai

Tute hue dil ke zakham ko marham deta hai

Aur pyaar karne waalon ko milne ka ek haseen mulaqaat deta hai

Title: Waqt || waqt hindi shayari


Mohobbat tere naal e || Punjabi shayari || Punjabi status || shayari images

Punjabi love shayari. Mohobbat shayari for lovers. Shayari for gf/bf.
ਨਜ਼ਦੀਕ ਜ਼ਰਾ ਆ ਸੱਜਣਾ..
ਗੱਲ ਚਿਰਾਂ ਤੋਂ ਲੁਕੋਈ ਜੋ ਉਹ ਕਹਿਣੀ ਏ..!!
ਭਾਵੇਂ ਚਾਹੁਣ ਵਾਲੇ ਸਾਨੂੰ ਵੀ ਬਥੇਰੇ ਨੇ
ਪਰ ਦਿਲ ਨੂੰ ਮੋਹੁੱਬਤ ਤੇਰੇ ਨਾਲ ਸੀ ਤੇਰੇ ਨਾਲ ਏ ਤੇਰੇ ਨਾਲ ਹੀ ਰਹਿਣੀ ਏ..!!
ਨਜ਼ਦੀਕ ਜ਼ਰਾ ਆ ਸੱਜਣਾ..
ਗੱਲ ਚਿਰਾਂ ਤੋਂ ਲੁਕੋਈ ਜੋ ਉਹ ਕਹਿਣੀ ਏ..!!
ਭਾਵੇਂ ਚਾਹੁਣ ਵਾਲੇ ਸਾਨੂੰ ਵੀ ਬਥੇਰੇ ਨੇ
ਪਰ ਦਿਲ ਨੂੰ ਮੋਹੁੱਬਤ ਤੇਰੇ ਨਾਲ ਸੀ ਤੇਰੇ ਨਾਲ ਏ ਤੇਰੇ ਨਾਲ ਹੀ ਰਹਿਣੀ ਏ..!!

Title: Mohobbat tere naal e || Punjabi shayari || Punjabi status || shayari images