Skip to content

Zindagi ke safar mein || true lines || Hindi status life

Zindagi shayari || life shayari || zindagi ke safar ne kuj ese din bhi dikhayein hai.... uljhan bhari duniya se bhut se lamhe churaye hain.... kuch rishte khud bana kar gawaye to... kuch khud ko gawa kar bnaye hain...💕
zindagi ke safar ne kuj ese din bhi dikhayein hai…. uljhan bhari duniya se bhut se lamhe churaye hain…. kuch rishte khud bana kar gawaye to… kuch khud ko gawa kar bnaye hain…💕



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tu mujhe meri || Khoobsurat love shayari hindi

TU MUJHE MERI || KHOOBSURAT LOVE SHAYARI HINDI
TU mujhe meri zaroorat lag rahi hai ..
khuda ki tu moorat lag rahi hai
arey oool bhi sharma jaye tujhe dekh kar
tu itni khoobsurat lag rahi hai




Tum Chahe kitna bhi aansu bha lo || Hindi shayari, some lines on life

Tum Chahe kitna bhi aansu bha lo,
usse dusron ko koi fark nahi padhta
aankhe to hamari hoti hai,
par aansu hamesha dusron ke liye hi hote hai

तुम चाहे कितना भी आंसू बहा लो,
उससे दूसरों को कोई फर्क नहीं पड़ता।
आंखें तो हमारी होती है।
पर आंसू हमेशा दूसरों के लिए ही होते हैं।

Title: Tum Chahe kitna bhi aansu bha lo || Hindi shayari, some lines on life